Sun sajna
Sajna sajna
O mujhe ek pal chein na aaye
Mujhe ek pal chein na aaye sajna tere bina
Sajna tere bina
Mere dil ko kuchh nahin bhaaye
Mere dil ko kuchh nahin bhaaye sajna tere bina
Sajna tere bina sajna tere bina
Mujhe ek pal chein na aaye
O mujhe ek pal chein na aaye sajna tere bina
Sajna tere bina
Akhiyaan milake tu na jaane ki hai ye kaisi baat
Haath ki mehndi mehke maahi ab to saari raat
Tu meri jaan hai tu meri dhadkan
Tu hai meri zindagani
Milke likhoonga saath mein tere
Is jeewan ki kahani
Judaai judaai
Kabhi aaye na judaai
Judaai judaai
O rabba aaye na judaai
Har mod pe jee ghabraaye
Har mod pe jee ghabraaye sajna tere bina
Sajna tere bina
Mere dil ko kuchh nahin bhaaye
Mere dil ko kuchh nahin bhaaye sajna tere bina
Sajna tere bina sajna tere bina
Mujhe ek pal chein na aaye
O mujhe ek pal chein na aaye sajna tere bina
Sajna tere bina
Naa pehnoon main jhoomar kangna na chandan ka haar
Tere pyaar ke gehnon se main kar loon sau singhaar
Tan man donon ko pighlaaye in saanson ki garmi
Phoolon se bhi naram hai jaanu in honthon ki narmi
Judaai judaai
Kabhi aaye na judaai
Judaai judaai
O rabba aaye na judaai
Meri pyaas ko kaun bujhaaye
Meri pyaas ko kaun bujhaaye sajna tere bina
Sajna tere bina
Mere dil ko kuchh nahin bhaaye
Mere dil ko kuchh nahin bhaaye sajna tere bina
Sajna tere bina sajna tere bi